Paroles de la chanson Walk A Mile par Umer Anjum

Chanson manquante pour "Umer Anjum" ? Proposer les paroles
Proposer une correction des paroles de "Walk A Mile"

Paroles de la chanson Walk A Mile par Umer Anjum

Are you down If I call?
Mein khara tere liye, you dont see me
Catch you when you fall (When you fall)
Nahi raasta yahan aur
I walk a mile for you, manzil hi tu
Where'd you go?

Teri mehfilon mein loug bhot
Meri mehfilon mein soug bhot
Tu kisay chahe, na yeh ho khauf
Yeh dil stoned, I don't know love
Tu na pooch "Mera haal kya hai?"
Mere saamne ab khara yeh anjaan sa ek qaafla hai
Woh bhi nahi poochta dil say kay hui akhir baat kia
Hota nahi yeh naram, cold heart ehsaas kahan hai?
Dheko un sitaron mein chamak nahi rahi
Joh leke aye thay khushi meri woh kabki marchuki
Mein bhi mein nahi raha, woh kal guzar chuki
Yahan nasha beshumar par talab teri rahi

Been a while since I last saw you
Yeh bhi ishara, that I'm not for you
Hua mein aadha, when I lost you
Nah milen kabhi but I gotchu, yeah

Are you down If I call?
Mein khara tere liye, you dont see me
Catch you when you fall (When you fall)
Nahi raasta yahan aur
I walk a mile for you, manzil hi tu
Where'd you go?

Kia urooj, kia zawal
Tu bhi utha koi sawaal
Ya mangle toh dedun Is shikast ka hisaab
Kay khoya tujhay pakay mene dunya ko aaj
Kahi phonch jaon, yahi ek sawal
Ghoomay sar pay, kaamal tu bhi
Parhti nahi, khat daalun kitnay?
Hum aarzu lagaye bhete agay hi nahi barte
Na haardun, laga bheta hoon kismat say yeh sharten
Yeh aaj nahi tha theek, par bharosa mujhay kal pay
Khilata nahi auron ko yeh karwe joh phal thay
Hain bhai ese mushkil nahi woh anay dete sar pay
Ab unko bhi pata tu kitna rahe mere sar pay
Chahat hi woh kesi agar mangi na ho rab say
Nikharte kalakaar Idhar jitna yeh bigarte
Saimutun kudhko maut kay leyi, guzarun zindagi bhikar kay
Nasha mere sar pay, I'm sayin'

Are you down If I call?
Mein khara tere liye, you dont see me
Catch you when you fall (When you fall)
Nahi raasta yahan aur
I walk a mile for you, manzil hi tu
Where'd you go?

Paroles.net dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)